Monday 8 September 2014

Thursday 21 August 2014

Mr. Ibraheem & Misba

कभी कभी मेरे दिल में ख्याल आता है की
इब्राहीम सचिन तेंदुलकर का भाई है !

जियो हजारो साल !

Monday 24 March 2014

Mirza Ibraheem Beg

Mr. Ibraheem


           Super
           Boy


Sunday 8 December 2013

Mirza Ibraheem Beg is a good boy of Sirsal !
Sirsal me rahne wala ek seedha sadha ladhka jo aam zindagi jeeta hai , Halaki Gao me ek sahi mahaul pana bahot kismat ki baat hai . Ki aap buri aadato se bach paay, lekin Ibraheem apne Gao me rahkar koi buri aadato ka shikaar nahi hua , aur naa hi bure logo ke saath kaabhi raha !
Agar Ibraheem ko padhai ka sahi mahaul mila hota to wo ek accha samajik insaan zaroor banta.
Magar jaysa ki Goa ka matlab hai ki aap bina ghar se bahar nikle kuch bada hasil nahi kar sakte !
Magar phir bhi Ibraheem ne apni family  ki bhaot acche se dhbhaal karta hai ,aur wo ek zimmedar ladka hai.
Ek baar ki baat hai uska accident ho gaya thaa uska pair poori tarah se fracture ho gaya thaa us waqt log sochte the ki ab pair theek nahi ho paayega, lekin oopar wala bahot mehrbaan thaa. Ibraheem  us wakt bahot si takleefo ka saamna kiya , lagbhag do saal tak wo apne hauslo se door raha , lekin oopar wale ki madad se aaj wo theek ho gaya hai !
Ibraheem ko Cricket Player banne ka bahot shauk hai wo ek accha international player banna chahta hai , aur wo apne Gao ki cricket team me bahot accha player bhi hai , lekin uski umar abhi bahot kam hai , magar uska hausla bahot buland hai !
Inshaallah agra wo apni manzil ko paane ke liye apne interest field me mehnat karta raha to usko ek din kaamyabi zaroor milegi !
Har ek insaan shru se shuruaat karta hai aur ek din kaamyabi hasil kar leta hai, kisi bhi badi cheez ko hasil karne ke liye sabse zaroori hai ki usi kaam me lage rahna !
Hamesha kuch accha banne ki koshish karni chahiye , hamesha acchi soch rakhni chahiye!
Jaysa ki Ibraheem ek chote se Gao me rah kar Crickter banna chahta hai, ye soch uske dimaag me kaha se aai ? ye bahot badi baat hai ! 
Filhaal ke hisab se Ibraheem ek Bahot hi nek zada ladhka hai !
( Written by Er. Abu Hamzah )